Search by alphabetic
C
Questions
Download
Send
46
Chotty bachy ka peshab pak hy ya na-pak?
2574
47
Chotty bachy ka zabeeha halal hy ya haram?
2344
48
Chotta bacha foat hojaye us ka teeja waghera kar sakty hain ya nahi?
2350
154
Chothy adab main baghal ki safedi nazar aany ka ap ny irshad fermaya magar qameez ya kurty main ye mumkin nahi, zara waza-hat ferma-den.
1433
806
Chaadar orrhny aor teh-band bandhny ka naam ehram hy?
1244
1072
Cricket khelna kesa hy?
1047
1114
Court main case chal raha ho aj kal rishwat liye baghair pesh-kar bhi jaldi naam nahi pukarta kia intzar sy bachny ky liye rishwat dy sakty hain?
1237
1642
Chashma pehn kar namaz parrhna kesa hy?
1455
1754
Chalti gaarri men parrhny sy nazar kamzore hojany ka andesha hy, pehly duty par gaarri men jaty howe aadha ghantta risala parrha ja sakta tha magar ab chorr dia kia ehtiyat sy parrhna behter hy ya chorrna?
1272
1826
Christmas ya deewali par kuffaar ko tohfa aor mubarak-baad dena, inki mithaiyaan khana kesa hy? in sy bachna kaafiron ky mulkon men to kia arab mumaalik men bhi bahut mushkil hy kiyon ky nokariyon ky liye mukhtalif mulkon sy aaty musalman aor kuffaar ek he jaga kaam karty aor sath he rehty hen?
1030
2076
Chokeedar ka duty ky oqaat men sojana kesa?
871
2313
Chand ki traf ishara karna kesa?
891